Zindagi guzaari hai ab tak
Ab jeene ka waqt aaya hai..
Har bhool ko bhulakar
Phirse milne ka waqt aaya hai...
Mushkilo bhari hai raah sabki
Kisi ka haath thaam saath chal..
Kaha dhundti hai roshni ko tu
Tere saath khuda hai har pal..
Tod de ye bandhan
Ek udaan bhar
Kisi shaks ki na
Ab tu parvah kar
Aaj dil ki sun
Aur aasman ke paar chal
Jaha khush rahe
Wo jahaan banaye chal
Palke munde ek sapna aur dekhle
Muskura de yuhi phirse zara
Aaj tu ek naya janm le...
Kyunki...
Zindagi guzaari hai ab tak...
Ab jeene ka waqt aaya hai...
Ab jeene ka waqt aaya hai..
Har bhool ko bhulakar
Phirse milne ka waqt aaya hai...
Mushkilo bhari hai raah sabki
Kisi ka haath thaam saath chal..
Kaha dhundti hai roshni ko tu
Tere saath khuda hai har pal..
Tod de ye bandhan
Ek udaan bhar
Kisi shaks ki na
Ab tu parvah kar
Aaj dil ki sun
Aur aasman ke paar chal
Jaha khush rahe
Wo jahaan banaye chal
Palke munde ek sapna aur dekhle
Muskura de yuhi phirse zara
Aaj tu ek naya janm le...
Kyunki...
Zindagi guzaari hai ab tak...
Ab jeene ka waqt aaya hai...